एहसास शायरी | Ehsaas shayari

ehsas poetry

दोस्ती करके धोखा मत देना
भरोसा देके दर्द का तौफा मत देना
जिंदगी रोये तेरी याद में कोई
ऐसा जिंदगी को मौका मत देना

dosti karke dokha mat dena
bharosa deke dard ka tauffa mat dena
jindagi bhar roye teri yaad me koi
aisa jindagi ko mauka mat dena

उसने हाल इ दिल बताना छोड़ दिया
हमें भी गहराई में जाना छोड़ दिया
जब दूरियों का एहसास नहीं उसको
साँसों से भी हमने जगाना छोड़ दिया

Usne haal-e dil batana chor diya
hamne bhi gahrai me jana chor diya
jab unhe hi duriyon ka ehsaan nahi
saanso se hamne bhi jagaana chor diya

shayari on ehsaas

Teri yaado Ka Ehsaas Jab Satane lage
Saath gujaare wo lamhe fir yaad aane lage
Jab Bhi is dil ko dur le jaane ki koshish ki
Ehsaas teri aankho ke kai jaam lagaane lage

Udaas kya hona ki saath nahi hai
saamney wo naa ho unka ehsaas yahi hai
Aankhon Ko Band karke dil ko jhumne de
khuda ka pata nahi meri jannat yahi hai

anjaane me hamne rula diya hai
duniya ki wajah se usne bhula diya hai
bagair unke ham to waise bhi mar chuke hain
unke ehsaas hi honge fir jina sikha diya hai

ehsas urdu poetry

Basa Hai najro me tera chehra kuch aisa
Gulab Main Khushbo mehkata ho kuch waisa
Khuda ke dar pe jaake bhi dua nahi maanga
Teri yaad me bhi karta hu fariyaad kuch aisa

dill toota hai mera ab aas nahi uska
Ehsaas uske hai par saath nahi uska
jadai ka dard laajmi hai
kisi ne chua hai par haath nahi hai uska

pyar ka ehsaas dilane wali shayari

Ehsas khoob hoga jab yaad ayenge
rona tum chah lena par ansu nahi aayenge
jab koi saath naa de to yaad kar lena
khuda ke pass bhi hue to laut aayenge

Tumhe ek baat kehni thi tumhe ehsaas hota hai kya
tere baato ke nur se gul khilte hai tumhe pata hai kya

96 thoughts on “एहसास शायरी | Ehsaas shayari”

  1. Təhlükəsiz oyun — o deməkdir oyunçunun öz hərəkətlərini nəzarət altında saxlaması və qumarın əyləncə olaraq qalması üçün prinsiplər məcmusudur.
    O zaman və maliyyə xərclərinə limitlər qoymağı, həmçinin problemli vəziyyətlərini anlamağı nəzərdə tutur.
    Beləliklə, bu yanaşma istifadəçilərə proses ərzində nəzarəti itirməməyə kömək edir və potensial fəsadların minimuma endirməyə yönəldir.
    mostbet az giriş

    Reply
  2. Концепция разумного риска — это алгоритм, предназначенный на сохранение контроля в отношении своими решениями и снижение зависимости.
    https://traveler.ladiesblog.ru/FQhZSidMAXCH/

    Reply
  3. Правила осознанной игры — это подход, предназначенный на поддержание дисциплины над своими решениями и снижение вреда.
    https://fun.malemoda.ru/FwSBixzXRRak/

    Reply
  4. A generic medication is a medication that includes the same active ingredient as the brand-name drug.
    This type of product is formulated to match the brand medication in strength, safety, and effectiveness.
    After the intellectual property rights on the brand-name product runs out, other pharmaceutical firms can develop and market generic versions at a reduced price.
    suhagra not working what to do

    Reply

Leave a comment